Telangana: Advocate Khaja Moizuddin Sahab ke qaatilo'n ko sakht saza di jaaye: Barrister Asaduddin Owaisi
AIMIM Maroof Hussain
Daily Official Updates Of AIMIM Like & Follow This Page
क्या अब मोदी सरकार से सवाल पूछने वालों को पाकिस्तानी कहा जाएगा? : Barrister Asaduddin Owaisi
उत्तर प्रदेश में 53 फ़ीसदी मांसाहारी आबादी के बावजूद 200 डिश में एक भी Non-veg डिश नहीं रखी गई, क्यों? : Barrister Asaduddin Owaisi
बीफ़ कंपनियों से करोड़ों का चंदा लेने वाली BJP, मुसलमानों को गोश्त खाने से क्यों रोक रही है? : Barrister Asaduddin Owaisi
29/05/2026
Eid-ul-Adha ke mauqe par AIMIM ki janib se Party Headquarters Darussalam, Hyderabad mein 'Eid Milap Taqreeb' ka ehtemaam kiya gaya.
Is taqreeb mein Sadr-e-Majlis Barrister Asaduddin Owaisi Sahab ne khitab karte huye Eid-ul-Adha ki mubarakbaad pesh ki.
Is taqreeb mein AIMIM MLAs, MLCs, Senior Leaders, active workers aur awaam ki kaseer tadaad ne shirkat ki. Dekhiye Eid Milap Taqreeb ki kuch khaas tasveerein.
29/05/2026
AIMIM ke zer-e-ehtemaam aur Sadr-e-Majlis Barrister Asaduddin Owaisi sahab ki zer-e-nigraani mein aaj 29 May 2026 Baroz-e-Jumma ko baad Namaaz-e-Maghrib Party Headquarters Darussalam, Hyderabad mein 'Eid Milap Taqreeb' munaqid hogi.
Aap tamaam se guzarish hai ke is taqreeb mein shirkat farma kar program ko kaamyaab banayein.
MashaAllah Asaduddin Owaisi Sahab With His Son Master Sultan Salahuddin Owaisi. 🤍✨🌙
28/05/2026
28/05/2026
Aap tamaam ko Eid-ul-Adha ki purkhuloos mubarakbaad.
Allah Ta'ala hum sab ki qurbaniyo'n ko qubool farmaye. Sath hi humein Hazrat Ibrahim (A.S.) aur Hazrat Ismail (A.S.) ki qurbani ko yaad rakhne aur us par amal karne ki taufeeq ataa farmaye.
27/05/2026
Click here to claim your Sponsored Listing.
Location
Address
Hyderabad
500001
