26/08/2025
Alhamdulillah, Majlis ke numainde musalsal awaam ki khidmat mein hazir hokar unke masaail ko hal kar rahe hain.
Hamesha ki tarah aaj bhi AIMIM President Barrister Asaduddin Owaisi Darussalam, Hyderabad mein, Majlis ke Araakeen-e-Assembly aur party ke zimmedaraan ke saath awaam ki khidmat mein haazir hue.
26/08/2025
Hyderabad: AIMIM Malakpet MLA Janab Ahmed Bin Abdullah Balala Sahab ne Padma Nagar, Malakpet mein 51 beneficiaries ko 'Salar Pakwan Gas' taqseem kiye. Is muhim ka maqsad gareeb aur zaruratmand khaandano'n ko madad faraham karna hai, jisse unke rozmarra ke khane-pakane ke masail aasaan ho jayein.
Iss mauqe par Old Malakpet Co-Corporator Janab Md Shafi Sahab aur party ke Active Members bhi maujood the.
26/08/2025
'चीन के Magnet Export पर पाबंदी का भारतीय उद्योगों पर प्रभाव' को लेकर लोकसभा में बैरिस्टर असदुद्दीन ओवैसी द्वारा पूछे गए सवाल का COMMERCE AND INDUSTRY मंत्री ने जवाब दिया।
26/08/2025
Grants for Promotion of Indian Languages (GPIL) योजना को लेकर लोकसभा में बैरिस्टर असदुद्दीन ओवैसी द्वारा पूछे गए सवाल का शिक्षा मंत्री ने जवाब दिया।