04/09/2026
Bachchon ko apni roots se jodna… यही तो असली parenting है ❤️🦚
Aaj Kanha ji ke liye Viaan ne khud makhan banaya, bhajan gaya aur apne keyboard par bhajan bajaya… 🧈🎶🎹🙏
Aur main bas use dekhkar soch rahi thi… shayad parenting ka sabse khoobsurat hissa yahi hai. ❤️
Apne bachchon ko sirf duniya ke saath chalna nahi, balki apni culture, traditions aur values ke saath grow karna sikhana. Unhe batana ki hamari paramparaon mein kitni khoobsurti hai, hamare bhajanon mein kitni shanti hai, aur hamare festivals mein kitna pyaar chhupa hai. 🌸
Viaan ko Kanha ji ke liye makhan banate dekhna, uski chhoti si awaaz mein bhajan sunna, aur keyboard par apni dhun bajate dekhna… yeh sirf ek activity nahi, ek yaad hai jo hum as a family hamesha cherish karenge. 💙❤️🦚🙏 💙
💕🌹🌷🙏