SDPI Gangundanahalli Ward

SDPI Gangundanahalli Ward

Share

Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from SDPI Gangundanahalli Ward, Political Party, 6th cross, Bangalore.

19/02/2026
Photos from SDPI Gangundanahalli Ward 's post 25/01/2026
Photos from SDPI Gangundanahalli Ward 's post 25/01/2026

As we celebrate Republic Day, 🇮🇳🫡 we reaffirm that our Constitution is the foundation of our democracy, unlocking the full potential of our nation and its people. 🇮🇳💕👏💫

27/12/2025

*ನ್ಯಾಯ ಕೇಳಿದ SDPI ನಾಯಕರ ಬಲವಂತದ ಬಂಧನ" ಆಕ್ರೋಶಗೊಂಡ ನಿರಾಶ್ರಿತರು ನೂಕಾಟ ತಳ್ಳಾಟ...*

*ಬೆಂಗಳೂರು: ಮನೆಗಳು ದ್ವಂಸಗೊಂಡ ಸ್ಥಳಕ್ಕೆ ಭೇಟಿ ಕೊಟ್ಟು ನಿರಾಶ್ರಿತರ ನ್ಯಾಯಕ್ಕಾಗಿ ಧ್ವನಿ ಎತ್ತಿದ SDPI ನಾಯಕರು...*

🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥

Photos from SDPI Gangundanahalli Ward 's post 27/12/2025

SDPI KR Market Ward leaders attended the marriage ceremony of late Hidayath Khan's (Anmol Khan) daughter. 🎉🕌 On this occasion, Saleem Ulla PS, along with Nayandhalli Ward President Mohammed Nayaz, felicitated Chandan (President, Khudadad Masjid Committee). They interacted with Ward leaders and the community, sharing moments of unity and brotherhood. 🌈 🤲🏻 May Allah SWT bless the newlyweds with peace, happiness, and barakah 📿🤲🏻 Ameen 🌟

18/12/2025

Congrats to Kerala winners from SDPI Nayandanahalli Ward, Bangalore! 🌟 May Allah bless your efforts. Let's drive change! 💪

🇮🇳

18/12/2025
Photos from SDPI Gangundanahalli Ward 's post 18/12/2025

🌟 *Heartfelt Congratulations!* 🌟 To all winning candidates of the Local Body Elections in Kerala from Bangalore SDPI Nayandanahalli Ward! 🎉 May Allah SWT bless your efforts and guide us on the right path. Together, let's drive change and uplift those in need – the time for transformation is now! 💪 🇮🇳 SDPI Gangundanahalli Ward

19/11/2025

SDPI ke District Presidents aur General Secretaries ki Meeting - BENGALURU

Bengaluru, 18-11-2025: Social Democratic Party of India (SDPI) Karnataka ke State Vice

President Abdul Hannan ki sadarat mein aaj Bengaluru mein Dakshin Karnataka, Old Mysore, Madhya Karnataka aur kuch Kalyan Karnataka ilaqon ke Districts ke Presidents aur General Secretaries ki ek aham meeting mun'aqid hui.

Meeting se khitab karte hue Abdul Hannan ne kaha ke aane wala saal intikhabat ka saal hai. Is liye zaroori hai ke party zyada se zyada seats jeet kar awaami numaindon ke zariye samaji insaaf ko mazboot kare. Unhon ne zila qaidin ko hidayat di ke woh guzishta waqton se zyada samaji masail ko samajhne, pehchan-ne aur awami mujahidon aur tahreekon ke zariye unka hal nikalne mein mehnat karein. Unhon ne foran aur amali iqdamat ki zarurat par zor diya.

Saath hi unhon ne kaha ke party ko booth level par mazboot banana, booth-adhaarit saragarmiyon ko tezi dena aur public outreach programs ko barhana waqt ki zarurat hai.

Meeting mein maujood District Presidents aur General Secretaries ne apne Districts me party ke Development, achievement, aur mojooda political challenge ko tafseeli taur par pesh kiya.

Aage chal kar, party expansion ke mozu par Discussion hua aur Out reach and issues

intervention per priority dene ke directions diye.

State General Secretary Mujahid Pasha ne effective party management, Action Taken Report ATR, public outreach, aur masail par mabni awaami tahreekon ki ahmiyat par zor diya. Unhon ne kaha ke aane wale intikhabat ko dekhte hue party ki saragarmiyon mein mazeed tezi lana bahut zaroori hai.

Aakhir mein is baat par ittefaq hua ke riyasat ko "Kalyan Rajya-Sukhi Rajya", Welfare State banane ka maqsad tabhi haasil ho sakta hai jab cadres, leaders local issues ko take up karain, our public ke darmiyan political activism ke saath, Khidmat per tawajjah dain.

Riyasati Secretary Afsar K.R. Nagar aur riyasati rehnuma Rafiq Ahmed bhi meeting mein hazir the

Want your business to be the top-listed Government Service in Bangalore?

Click here to claim your Sponsored Listing.

Location

Website

Address


6th Cross
Bangalore
560021