Sukh bhi bahut hai... Pareshaniya bhi bahut hai...
Zindgi mein Laabh hai.. Toh Haniya bhi bahut hai..
Kya hua jo Rab ne koi Gham de diya...
Uski hum par Meharbaniya bhi toh Bahut hai
My thought
that is my personal views
Agr mujhse mohabat Nhi toh rokte q ho
Tanhayi me mere bare me sochte q ho
Agr manzil juda hai toh Jane do mujhe
Laut k kab aayoge ye poochte q ho
Phool kabhi dobara nahi khilte
Janam kabhi dobara nahin milte
Milte hain log hajaron par
Hazaron galtiyan maaf karne wale Maa-Baap
Dobara nahi milte...
"सबके कर्ज़े चुका दूं मरने से पहले,,ऐसी मेरी नीयत है,,
मौत से पहले तू भी बता दे,,ज़िन्दगी तेरी क्या क़ीमत है "!!
Aap Pe kurban humari Yaari hai,
Hans ke mar jaane ki tayyari hai,
Yeh silsila na khatam ho hum to Yaad kar liya ab aapki Baari hai
BADI HI WAQT KI PABAND HE MERI TAKLEEFEN KI KUCHH WAQT GUJARATA NAHI KI FIR CHALI AATI HE
बेटी-पापा! सुनील मुझसे सच्चा प्यार करता है.
पापा- अच्छा!
बेटी-वो मुझसे शादी करना चाहता है.
पापा-तो कर ले बेटी.
बेटी-लेकिन पापा,मै मम्मी के बिना नहीं रह सकती.
मम्मी को छोड़कर चले जाने के ख्याल से ही मेरे प्राण कांपने लगते हैं.
पापा-बेटी ! सच्चे प्यार के रास्ते में कोई रुकावट नहीं आनी चाहिये.
अपनी मम्मी को भी साथ ले जा.
जीने के लिए रोज़ हँस लेता हुँ,
मगर, रोज़ थोड़ी थोड़ी
ज़िन्दगी बेच लेता हुँ...
Kudrat k niymo se inayat na karna..
In hasin nazaro se kayamat na karna..
Wo khud dega sb kuch aapko..
Bas,
Waqt se pehle paane ki shikaayat na krna.
Jab Kisi K Sapne Kisi K Armaan Ban Jaye
Jab Kisi Ki Hassi Kisi Ki Muskaan Ban Jaye
Pyar Kehte Hai Usse
Jab Kisi Ki Saanse Kisi Ki Jaan Ban Jaye...
Na Ruthna Humse Hum Mar Jayenge,
Dil Ki Duniya Tabaah Kr Jayenge,
Pyar Kiya He Humne Koi Mazak Nahi
Dil Ki Dhadkan Tere Naam Kr Jayenge
Akela Sa Mehsus Karo Jab Tanhai Mein,
Yaad Meri Aaye Jab Judai Mein,
Mehsus Karna Tumhare Hi Paas Hoon Main,
Jab Chahe Mujhe Dekh Lena Apni Parchai Mein...
Click here to claim your Sponsored Listing.
Location
Category
Website
Address
Delhi
110053
