तुम आओगे भी अब लौटकर तो तुम्हे क्या हासिल होगा, जो मोहब्बत थी हमारे बीच वो फासलो में फ़ना हो गई...
#
Sadh Nagar
It is a community for peoples of sadh nagar palam colony
अब ना करेंगे अपने दर्द को बया किसी के सामने... °° दर्द जब मुझे ही सहना है तो तमाशा क्यूँ करना.??
#
मत किया कर ऐ दिल किसी से मोहब्बत इतनी, जो लोग बात भी नहीं करते वो प्यार क्या करेंगे !
#
आज रास्ते मे कुछ प्यार भरे पन्ने टुकड़ो मे मिले, . शायद फिर किसी गरीब के मोहब्बत का तमाशा हो गया....!!
#
Jab jab dard ka baadal chhaya Jab gham ka saya lehraya Jab aansu palkon tak aaya Jab yeh tanha dil ghabraya Humne dil ko yeh samjhaya Dil aakhir tu kyun rota hai? Duniya mein yun hi hota hai Yeh jo gehre sannate hain Waqt ne sabko hi baante hain Thoda gham hai sabka kissa Thodi dhoop hai sabka hissa Aankh teri bekar hi namm hai Har pal ek naya mausam hai Kyun tu aise pal khota hai Dil aakhir tu kyun rota hai.
Woh To Apne Dard Ro-Ro Ke Sunate Rahe
Humari Tanhayion Se Ankh Churate Rahe
Aur Hume Bewafa Ka Naam Mila, Kyunki
Hum Har Dard Muskura Kar Chipate Rahe…
pyaar ke naam par dewaane chale aate hai,
shama ke pichhe parwane chale aate hai,
tum bhi chale aana meri maut par ,
uss din toh begane bhi chale aate hai......
Mujhe dard-e-ishq ka mazaa maloom H
Dard-e-dil ki inteha maloom H
Zindagi bahar muskurane ki dua naa dena
Mujhe pal bahar muskurane ki sazaa maloom H
Hadse banke log yahaan mila karte H
Zakhm dene ke hi saaman diya karte H
Roz gir jaati hai deewar tere wadon ki
Roz hi hum maut ke saaye mein jiya karte H.
Click here to claim your Sponsored Listing.
Location
Telephone
Website
Address
Palam Colony
Delhi
110045
