Dr Mohammed Asgar Chulbul

Directions Website

Dr Mohammed Asgar Chulbul Chairman,Kalaburagi Urban Development Authority(KUDA)
Vice Pres Markazi Seerat Committee Glb.Preside

29/10/2026
Attention to all students participating in the Seerat-un-Nabi competitions:The Quran Quiz, Naat Competition, and Seerat ...
29/10/2026

Attention to all students participating in the Seerat-un-Nabi competitions:
The Quran Quiz, Naat Competition, and Seerat Quiz (all three competitions) will be held at Gulshan-e-Atfal Urdu & Human Age English Medium High School, GDA Layout, Sangatreshwadi, Gulbarga.
Details of the competitions are as follows:
* Quran Quiz: Saturday, October 31, 2026, from 2:45 PM to 3:45 PM (1 hour) — Total: 200 questions.
* Naat Competition: Sunday, November 1, 2026, starting at 10:30 AM.
* Seerat Quiz: Sunday, November 1, 2026, from 3:45 PM to 4:45 PM (1 hour) — Total: 200 questions.
Note: All students are requested to note down the school name and address provided above.

سیرت النبی مقابلے جات میں حصہ لینے والے تمام طلباء وطالبات  متوجہہ ہوں قرآن کوئز ، نعت خوانی اور سیرت کوئز (تینوں ) مقاب...
29/10/2026

سیرت النبی مقابلے جات میں حصہ لینے والے تمام طلباء وطالبات متوجہہ ہوں
قرآن کوئز ، نعت خوانی اور سیرت کوئز (تینوں ) مقابلے جات گلشن اطفال اردو وہیومن ایج انگلش میڈیم ہائی اسکول جی ڈے اے لے اوٹ سنگتراش واڑی گلبرگہ میں منعقد ہونگے -
مقابلے جات کی تفصیل اسطرح ہے :-
1- قرآن کوئز 31 اکٹوبر 2026 بروز ہفتہ نوبوقت دوپہر 2.45 سے 3.45pm تک( ایک گھنٹہ) جملہ 200 سوالات
2- نعت خوانی 1 نومبر 2026 بروز اتوار صبح 10.30amسے
3- سیرت کوئز 1 نومبر 2026 بروز اتوار دوپہر 3.45pm تا 4.45pm ( ایک گھنٹہ) جملہ 200 سوالات
نوٹ :- تمام طلباء وطالبات نوٹ کرلیں اسکول نام اور پتہ جو اوپر دیا گیا ہے

ಸಾರ್ವಜನಿಕ ಶಿಕ್ಷಣವನ್ನು ಬಲಪಡಿಸಲು, ವಿದ್ಯಾರ್ಥಿ ಒಕ್ಕೂಟದ ಚುನಾವಣೆಗಳನ್ನು ನಡೆಸಲು, ಕೋಮು ಸೌಹಾರ್ದತೆಯನ್ನು ಉತ್ತೇಜಿಸಲು ಮತ್ತು ಸಂವಿಧಾನದ 3...
29/10/2026

ಸಾರ್ವಜನಿಕ ಶಿಕ್ಷಣವನ್ನು ಬಲಪಡಿಸಲು, ವಿದ್ಯಾರ್ಥಿ ಒಕ್ಕೂಟದ ಚುನಾವಣೆಗಳನ್ನು ನಡೆಸಲು, ಕೋಮು ಸೌಹಾರ್ದತೆಯನ್ನು ಉತ್ತೇಜಿಸಲು ಮತ್ತು ಸಂವಿಧಾನದ 371(ಜೆ) ವಿಧಿಯನ್ನು ಪರಿಣಾಮಕಾರಿಯಾಗಿ ಜಾರಿಗೆ ತರಲು ಹಾಗೂ ವಿದ್ಯಾರ್ಥಿಗಳ ಶೈಕ್ಷಣಿಕ ಮತ್ತು ಪ್ರಜಾಸತ್ತಾತ್ಮಕ ಹಕ್ಕುಗಳನ್ನು ರಕ್ಷಿಸಲು, 2026 ರ ಅಕ್ಟೋಬರ್ 30, 31 ಮತ್ತು ನವೆಂಬರ್ 1 ರಂದು ಕಲಬುರಗಿ ನಗರದ ಕೆಪಿಟಿಸಿಎಲ್ (KPTCL) ಸಭಾಂಗಣದಲ್ಲಿ ಸಮ್ಮೇಳನವನ್ನು ಆಯೋಜಿಸಲಾಗಿದೆ.
ಈ ಸಮ್ಮೇಳನದ ಬಹಿರಂಗ ಸಭೆಯನ್ನು ಎಸ್‌ಎಫ್‌ಐ (SFI) ರಾಷ್ಟ್ರೀಯ ಅಧ್ಯಕ್ಷ ಆದರ್ಶ್ ಎಂ. ಸಾಜಿ ಉದ್ಘಾಟಿಸಲಿದ್ದು, ದೇಶದ ರಾಜಧಾನಿ ದೆಹಲಿಯ ಜಂತರ್ ಮಂತರ್‌ನಲ್ಲಿ ನಡೆದ ಪ್ರತಿಭಟನೆಯ ಪ್ರಮುಖ ನಾಯಕರಲ್ಲಿ ಒಬ್ಬರು ಹಾಗೂ ಎಸ್‌ಎಫ್‌ಐ ರಾಷ್ಟ್ರೀಯ ಜಂಟಿ ಕಾರ್ಯದರ್ಶಿಯಾಗಿರುವ ಐಷಿ ಘೋಷ್ ಮುಖ್ಯ ಭಾಷಣಕಾರರಾಗಿ ಭಾಗವಹಿಸಲಿದ್ದಾರೆ. ಜೊತೆಗೆ ಎಸ್‌ಎಫ್‌ಐ ರಾಷ್ಟ್ರೀಯ ಉಪಾಧ್ಯಕ್ಷೆ ಶಿಲ್ಪಾ, ತಮಿಳುನಾಡು ಎಸ್‌ಎಫ್‌ಐ ರಾಜ್ಯ ಅಧ್ಯಕ್ಷೆ ಮೃದುಲಾ, ಕೇರಳ ರಾಜ್ಯ ಅಧ್ಯಕ್ಷ ಎಂ. ಶಿವಪ್ರಸಾದ್, ತೆಲಂಗಾಣ ರಾಜ್ಯ ಕಾರ್ಯದರ್ಶಿ ನಾಗರಾಜು ಸೇರಿದಂತೆ ವಿವಿಧ ರಾಜ್ಯಗಳ ವಿದ್ಯಾರ್ಥಿ ನಾಯಕರು ಪಾಲ್ಗೊಳ್ಳಲಿದ್ದಾರೆ. ಸ್ವಾಗತ ಸಮಿತಿಯ ಗೌರವಾಧ್ಯಕ್ಷ ಆರ್.ಕೆ. ಹುಡಗಿ, ಅಧ್ಯಕ್ಷ ಆರ್.ಜಿ. ಶೆಟಗಾರ, ಎಸ್‌ಎಫ್‌ಐ ಕರ್ನಾಟಕ ರಾಜ್ಯ ಅಧ್ಯಕ್ಷ ಅಂಬ್ಲಿಕಲ್ ಶಿವಪ್ಪ, ರಾಜ್ಯ ಕಾರ್ಯದರ್ಶಿ ವಿಜಯಕುಮಾರ್ ಟಿ.ಎಸ್. ಹಾಗೂ ರಾಜ್ಯದ ಇತರ ಪದಾಧಿಕಾರಿಗಳು ಈ ಬೃಹತ್ ರ್ಯಾಲಿ ಮತ್ತು ಬಹಿರಂಗ ಸಭೆಯಲ್ಲಿ ಭಾಗವಹಿಸಲಿದ್ದಾರೆ ಎಂದು ಕಲಬುರಗಿಯಲ್ಲಿ ನಡೆದ ಪತ್ರಿಕಾಗೋಷ್ಠಿಯಲ್ಲಿ ತಿಳಿಸಲಾಯಿತು.
ಅಖಿಲ ಭಾರತ ಮಿಲ್ಲಿ ಕೌನ್ಸಿಲ್‌ನ ಅಂತರಧರ್ಮೀಯ ಸಂಬಂಧಗಳ ರಾಷ್ಟ್ರೀಯ ಕಾರ್ಯದರ್ಶಿ ಹಾಗೂ ಕಲಬುರಗಿ ನಗರಾಭಿವೃದ್ಧಿ ಪ್ರಾಧಿಕಾರದ (KUDA) ಮಾಜಿ ಅಧ್ಯಕ್ಷ ಡಾ. ಮೊಹಮ್ಮದ್ ಅಸ್ಘರ್ ಚುಲ್ಬುಲ್ ಅವರು ಈ ಮೂರು ದಿನಗಳ ಸಮ್ಮೇಳನದಲ್ಲಿ ವಿದ್ಯಾರ್ಥಿ-ವಿದ್ಯಾರ್ಥಿನಿಯರೆಲ್ಲರೂ ಹೆಚ್ಚಿನ ಸಂಖ್ಯೆಯಲ್ಲಿ ಭಾಗವಹಿಸುವಂತೆ ಮನವಿ ಮಾಡಿದ್ದಾರೆ.

To strengthen public education, conduct student union elections, promote communal harmony, and effectively implement Art...
29/10/2026

To strengthen public education, conduct student union elections, promote communal harmony, and effectively implement Article 371(J) of the Constitution, as well as to protect the educational and democratic rights of students, a conference is being organized on October 30, 31, and November 1, 2026, at the KPTCL Hall in Kalaburagi city.
The public meeting of this conference will be inaugurated by SFI National President Adarsh M. Saji, while Aishi Ghosh, National Joint Secretary of SFI and one of the key leaders of the protest held at Jantar Mantar in the national capital Delhi, will attend as the keynote speaker. Additionally, SFI National Vice President Shilpa, Tamil Nadu SFI State President Mridula, Kerala State President M. Shivaprasad, Telangana State Secretary Nagaraju, along with student leaders from various states, will participate. Honorary President of the Reception Committee R.K. Hudgi, President R.G. Shetgar, SFI Karnataka State President Amblikal Shivappa, State Secretary Vijayakumar T.S., and other office bearers of the state will attend this grand rally and public meeting. These statements were made during a press conference held in Kalaburagi.
Dr. Mohammad Asghar Chulbul, National Secretary of Interfaith Relations for the All India Milli Council and former Chairman of the Kalaburagi Urban Development Authority (KUDA), has appealed to all male and female students to participate in this three-day conference.

پیش ہے اس متن کا اردو ترجمہ:عوامی تعلیم کو مضبوط بنانے، طالب علم یونین کے انتخابات کروانے، فرقہ وارانہ ہم آہنگی کے فروغ ...
29/10/2026

پیش ہے اس متن کا اردو ترجمہ:
عوامی تعلیم کو مضبوط بنانے، طالب علم یونین کے انتخابات کروانے، فرقہ وارانہ ہم آہنگی کے فروغ اور آئین کی دفعہ 371(J) کو مؤثر طریقے سے نافذ کرنے سمیت طلبہ کے تعلیمی اور جمہوری حقوق کے تحفظ کے لیے 30، 31 اکتوبر اور 1 نومبر 2026ء کو گلبرگہ شہر کے KPTCL ہال میں (کانفرنس) منعقد کی جا رہی ہے۔
اس کانفرنس کے عوامی اجلاس کا افتتاح ایس ایف آئی (SFI) کے قومی صدر آدرش ایم ساجی کریں گے، جبکہ ملک کے دارالحکومت دہلی کے جنتر منتر میں ہونے والی جدوجہد کے اہم رہنماؤں میں سے ایک اور ایس ایف آئی کی قومی جوائنٹ سکریٹری آئشی گھوش مرکزی مقرر کے طور پر شرکت کریں گی۔ اس کے علاوہ ایس ایف آئی کی قومی نائب صدر شلپا، تمل ناڈو ایس ایف آئی کے ریاستی صدر مِردولا، کیرالہ کے ریاستی صدر ایم شیوپراساد، تلنگانہ کے ریاستی سکریٹری ناگراج سمیت مختلف ریاستوں کے طلبہ رہنما شرکت کریں گے۔ استقبالیہ کمیٹی کے اعزازی صدر آر کے ہڈگی، صدر آر جی شیٹگر، ایس ایف آئی کرناٹک کے ریاستی صدر امبلکل شیوپا، ریاستی سکریٹری وجئے کمار ٹی ایس اور ریاست کے دیگر عہدیدار اس عظیم الشان ریلی اور عوامی اجلاس میں شرکت کریں گے۔ ان باتوں کا اظہار گلبرگہ میں منعقدہ پریس کانفرنس میں کیا گیا۔
ڈاکٹر محمد اصغر چلبل
قومی سیکریٹری بین المذاہب آل انڈیا ملی کونسل وسابق چیرمن گلبرگہ اربن ڈیولپمنٹ اتھارٹی کلبرگی نے تمام طلبا ء وطالبات سے اپیل کی ہے کہ وہ اس تین روزہ کا نفرنس میں شرکت کریں

"Ab qiyamat tak deen-e-Islam wa shariat mein koi mudakhlat nahi kar sakta, Huzoor Akram ﷺ par nabuwwat wa risalat ka kha...
29/10/2026

"Ab qiyamat tak deen-e-Islam wa shariat mein koi mudakhlat nahi kar sakta, Huzoor Akram ﷺ par nabuwwat wa risalat ka khatma kar diya gaya" – Dr. Mohammad Asghar Chulbul wa deegar ulama karam ka Seerat-un-Nabi taqreeri muqabala jaat se khitob
Gulbarga 27 October (Email): Allah Ta'ala ne Huzoor Akram ﷺ ki be'sat ke baad nabuwwat ka darwaza band kar diya aur aap ki taleemat ke baad aur kisi nabi ya rasool ki kitab ki zaroorat nahi, aur garmaya ke Quran-e-Majeed tamam adyaan aur aasmani kitabon par ghalib hai. In khayalat ka izhar Dr. Mohammad Asghar Chulbul, Chairman Seerat-un-Nabi Study & Research Centre wa Chairman inaami muqabala jaat, taqreeri muqabala ba-unwan "Huzoor Akram ﷺ Khatam-un-Nabiyyin Hain" ke iftitahi taqreeb mein kar rahe the.
Unahonne mazeed kaha ke Nabi Kareem ﷺ ne farmaya: "Mere baad ummat mein 30 jhoote nabi paida honge jo nabi hone ka da'wa karenge, woh nabi nahi kazzab wa dajjal honge. Sun lo! Main hi aakhri nabi hoon, mere baad koi nabi aane wala nahi hai."
Dr. Mohammad Asghar Chulbul ne mazeed kaha ke duniya mein Allah Ta'ala ne jitne bhi nabi bheje—Aadam (A.S) se Eesa (A.S) tak—un sabhi anbiya ne kabhi nahi kaha ke main aakhri nabi hoon. Unhon ne sirf yahi kaha ke mere baad aane wale nabi par eeman lana. Hazrat Eesa (A.S) ne Bani Israil se kaha ke main tumhe basharat doon ke mere baad ek nabi aayenge jin ka naam "Ahmad" hoga.
Unhon ne mazeed kaha ke duniya mein jitni bhi aasmani kitabein aur saheefe nazil kiye gaye, agar unka tazkira kiya jaye to kahin par bhi khatam-e-nabuwwat ka zikr nahi hai siwaye Quran Majeed ke. Allah Ta'ala ne farmaya ke Aap ﷺ par deen aur shariat takmeel ho chuki hai. Dr. Mohammad Asghar Chulbul ne mazeed kaha ke deen-e-Islam qiyamat tak na mitega na mansookh hoga. Yeh sari aham aur eeman ko mazboot aur deen ki bunyadi maloomat ke liye yeh muqabala jaat musalsal aath saal se kamyabi ke saath munaqid karte aa rahe hain.
Senior sahafi Azizullah Sarmast ne izhar-e-khayal karte hue kaha ke aise muqabala jaat na sirf ilaqa Hyderabad-Karnataka, riyasat Karnataka balki poore mulk mein karwane ke liye Dr. Mohammad Asghar Chulbul ka saath dena chahiye. Jahan ek taraf hum ghair zaroori aur bekar cheezon par be-hisab paise kharch karte hain, wohin aise muqabala jaat ke inamaat ke liye bari bari raqam ka elaan karne ke liye aage aana chahiye. Aur aisi Seerat muqabalon ke liye school aur shadi khana muft muhayya dene ke liye bhi qadam uthane ki zaroorat hai. Kya yeh log deen ke kaam ke liye itni qurbani nahi de sakte?
Unhon ne Hazrat Syed Shah Ali Al-Hussaini Sahab, Sajjada Nasheen Dargah Hazrat Khwaja Bande Nawaz Gulbarga ke elaan ki khoob satayesh karte hue unhein mubarakbad pesh ki ke unhon ne Dr. Mohammad Asghar Chulbul ke Seerat-un-Nabi muqabala jaat ke liye do Umrah aur 20 tuhfe dene ka elaan kiya. Unhon ne mazeed kaha ke aaj ke daur mein har bachhe ko yeh batlane ki zaroorat hai ke Huzoor aakhri nabi hain.
Maulana Mohammad Fakhruddin Maniyal, Naib Sadr Ahle Sunnat Wal Jamaat Karnataka ne izhar-e-khayal karte hue kaha ke jis ka aqeeda khatam-e-nabuwwat par nahi uska eeman mukammal nahi aur woh musalman ho nahi sakta. Unhon ne tamam tulaba wa talibat ko is azeem unwan par taqreer karne ke liye hissa lene par mubarakbad pesh ki.
Maulana Javeed Alam Qasmi, Naib Sadr All India Milli Council Gulbarga ne izhar-e-khayal karte hue kaha ke maujooda halat mein jahan bachhon ke zehnon ko kharab karne ke liye jhooti baatein mobile aur internet par dali jati hain, wohin par yeh zimmedari banti hai ke hum apne bachhon ko deen se jode rakhein aur unhein batayein ke Nabi Akram ﷺ aakhri nabi hain.
Maulana Shaikh Salim Nizami, Sadr Gulbarga Sunni Imam Association wa Maulana Ghousuddin Qasmi, Sadr All India Milli Council zila Gulbarga ne bhi izhar-e-khayal karte hue kaha ke qiyamat tak ab koi nabi nahi aayenge. Eesa (A.S) aasman se nazil honge magar woh bhi Shariat-e-Muhammadi ki pairwi karenge.
Maulana Yusuf Qureshi, Coordinator Seerat-un-Nabi muqabala jaat ne qiraat-e-Kalam-e-Majeed se muqabale ka aagaz kiya aur Maulana Akram Nouri ne Naat Sharif ka nazrana pesh kiya. Engineer Sakhi Sarmast, Maulana Mubeen Ahmad Shabdi, Maulana Noor Ahmad, Maulana Hafiz Hashim Nizami, Maulvi Mazhar Gurmitkali, Maulana Shafiq Ahmad Qasmi wa deegar ulama-e-karam ke ilawa, taqreeri muqabala jaat mein tulaba wa talibat aur unke parents ki kaseer tadaad maujood thi. Muqabala Ideal English Medium School mein subah 10:30 baje se shuru hua.

Address

H. No 5-470/12/50 Noor Bagh Near KBN Darga Road Gulbarga
Gulbarga
585104

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Dr Mohammed Asgar Chulbul posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share