AIMIM Nampally MLA Mohammed Majid Hussain participated in a discussion in the Telangana Assembly on the state budget for the financial year 2026–27.
AIMIM Telangana
AIMIM TS official FB: Advocating equal rights for underprivileged, minorities, and the voiceless.
AIMIM Party aur uske rehnuma hamesha Telangana ke saath ho rahi na-insafi ko ujagar karte rahe hain aur state ke haq ke liye awaaz uthate rahe hain.
Telangana Legislative Council mein financial year 2026–27 per AIMIM MLC Mirza Riyaz Ul Hassan Effendi ki speech.
Overseas Scholarships ke pending applications ko jald se jald jaari kiya jaaye, taake bachche baahar jaakar taleem haasil kar sakein | Telangana Assembly mein AIMIM Yakutpura MLA Jaffar Hussain Meraj ki hukumat se maang.
Budget mein izafa karne ki zarurat hai taake Old City, Hyderabad mein taraqqiyati projects ko behtar andaaz mein mukammal kiya jaa sake.
AIMIM MLC Mirza Rahmath Baig Quadri ne Telangana Legislative Council mein Hyderabad ke taraqqiyati masaail uthaate hue hukumat se kai maangein rakhin.
22/03/2026
Eid-Ul-Fitr 2026 ke mauqe per AIMIM Headquarters Darussalam, Hyderabad mein 'Eid Milap Taqreeb' munaqid hua, Jisme Sadr-e-Majlis Barrister Asaduddin Owaisi Sahab ka khususi khitab hua.
Is mauqe per Majlisi Araakeen-eassembly, MLCs, Ex Corporators, Party zimmedaraan ke sath sath awaam ki badi tadaad maujood thi.
Dekhein Eid Milap Taqreeb ki Kuch khas tasveerein.
22/03/2026
AIMIM ke zer-e-ehtemaam aaj 22 March 2026 (Sunday) ko baad Namaz-e-Maghrib Party Headquarters Darussalam, Hyderabad mein 'Eid Milap' Program munaqid hoga. Jisme Sadr-e-Majlis Barrister Asaduddin Owaisi Sahab ka khususi khitab hoga.
Aap sabhi se is program mein shirkat ki guzarish ki jaati hai.
Salar-e-Millat Sultan Salahuddin Owaisi (RA) aur Majlis ke tamaam marhoom qaideen ke liye zaroor dua karein: Barrister Asaduddin Owaisi
"मुस्लिम देशों से Petrol और Gas क्यों खरीद रहे हो?" | भारत में मुसलमानों के Boycott की बात करने वालों को बैरिस्टर असदुद्दीन ओवैसी का जवाब।
"जब नालों का गंदा पानी गंगा में गिरता है, तब बीजेपी वालों को तकलीफ क्यों नहीं होती?"
वाराणसी में नाव पर इफ्तार के बाद 14 मुस्लिम नौजवानों की गिरफ्तारी पर बोले बैरिस्टर असदुद्दीन ओवैसी
Trump aur Netanyahu, Gaza ki tarah Iran ko bhi barbaad karna chaahte hain : Barrister Asaduddin Owaisi
Masjid Al-Aqsa Zindabad, Baitul Muqaddas Zindabad 🇵🇸
अगर प्रधानमंत्री मोदी को Iran, Qatar, Saudi Arabia, Bahrain या Kuwait से कोई लगाव नहीं है, तो कम से कम उन भारतीयों के लिए तो बोलिए जो Gulf Countries में काम कर रहे हैं : Barrister Asaduddin Owaisi
Click here to claim your Sponsored Listing.
Location
Category
Telephone
Website
Address
Hyderabad
