27/03/2026
208th Urs Shareef
Hazrat Shah Abdul Azeez Muhaddis Dehlavi r.a
214th Urs Shareef
Hazrat Shah Rafiuddin Muhaddis Dehlavi r.a
Zer e Nigrani Azharul Mashayekh Hazrat Qazi Syed Noorul Asfia Shah Meer Waliullah Soofi Roohi Pasha Shah Waliullahi Sahab Qibla Ba Intezaam Khanqahe Rauzatul Asfia Shah Waliullahi Dargah Hazrat Qazi Syed Shah Abdul Qadir Soofi Muhaddis Secunderabadi Hyderabadi Sarkaar Soofi Sahab Qibla r.a Ba Maqaam Dargah Hazrat Shah Waliullah Muhaddis Dehlavi r.a Maulana Azad Medical College Campus New Delhi Me Manaya Gaya.
Subah 10 Baje Din Khatm e Khaajgaan Halqa e Zikrullah Ke Baad Peshkash Sandal Maali Gul Wa Fatiha Ke Baad Mehfil e Naat Ka Aaghaaz Huwa Jiske Baad Mehfil Se Dr. Qazi Syed Shah Noorul Azam Soofi Farhan Pasha Shah Waliullahi Ne Khitaab Kiya. Baad Salaat O Salaam Langar e Soofia Asfia Taqseem Huwa. Baad Namaz e Jumuah Ta Namaz e Isha Allopathic Medical Camp Se Awaamun Naas Ne Istefaada Kiya.
15/02/2026
Mahana Majlis e Fatiha
Hazrat Shah Abdul Raheem Muhaddis Dehlavi r.a
Hazrat Shah Waliullah Muhaddis Dehlavi r.a
Hazrat Shah Abdul Azeez Muhaddis Dehlavi r.a
Hazrat Qazi Syed Shah Abdul Qadir Soofi Muhaddis Secunderabadi Hyderabadi Sarkaar Soofi Sahab Qibla r.a
Ba Maqaam Khanqahe Rauzatul Asfia Shah Waliullahi Zer e Nigrani Hazrat Qazi Syed Noorul Asfia Shah Meer Waliullah Soofi Roohi Pasha Shah Waliullahi Sahab Qibla Manaya Gaya.
Baad Namaz e Isha Khatm e Khaajgaan, Halqa e Zikrullah Dars e Tafseer Hadees Wa Tasawwuf Huwa. Baad Peshkash Chadar e Gul Wa Fatiha Langar e Soofia Asfia Taqseem Huwa.
14/01/2026
Salana Jashn
Merajun Nabi sallal laahu alaihi wa aalihi wa sallam
Wa Fatiha
Hazrat Sayyiduna Imaam Jafar As Saadiq razi Allahu anhu
Mahana Majlis e Fatiha
Hazrat Shah Abdul Raheem Muhaddis Dehlavi r.a
Hazrat Shah Waliullah Muhaddis Dehlavi r.a
Hazrat Shah Abdul Azeez Muhaddis Dehlavi r.a
Aras e Mubarak
Hazrat Syed Shah Muhiuddin Ali Shah Soofi r.a
Hazrat Syed Shah Azam Ali Shah Soofi r.a
Ba Maqaam Khanqahe Rauzatul Asfia Shah Waliullahi Dargah Hazrat Syed Shah Abdul Qadir Soofi Muhaddis Secunderabadi Hyderabadi Sarkaar Soofi Sahab Qibla r.a Zer e Nigrani Hazrat Qazi Syed Noorul Asfia Shah Meer Waliullah Soofi Roohi Pasha Shah Waliullahi Sahab Qibla Manaya Gaya.
Baad Namaz e Isha Khatm e Khaajgaan, Halqa e Zikrullah, Dars e Tafseer, Hadees Wa Sulook Ke Baad Fazael Merajun Nabi sallal laahu alaihi wa aalihi wa sallam Wa Taleemat e Saahibaan e Fatiha Wa Urs Par Bayan Huwa. Baad Mehfil Sama Peshkash Sandal Maali Chadar Gul Wa Fatiha Aur Taqseem Langar e Soofia Asfia Amal Me Aaya.