Asaduddin Owaisi-Youth Icon

Asaduddin Owaisi-Youth Icon

Share

This Page Is Managed By Die Hard Fans And Supporters Of AIMIM

25/03/2026

"हमारी कोशिश है कि पश्चिम बंगाल में मुस्लिम क़यादत उभरे।"

West Bengal Assembly Elections, AIMIM का Aam Janata Unnayan Party के साथ गठबंधन, Babri Masjid, Muslim Political Empowerment समेत राज्य के कई अहम मुद्दों पर कोलकाता में मेरी Press Conference.

24/03/2026

AIMIM Nampally MLA Mohammed Majid Hussain participated in a discussion in the Telangana Assembly on the state budget for the financial year 2026–27.

22/03/2026

LIVE: Eid-Ul-Fitr 2026 | Darussalam, Hyderabad mein Eid Milap Taqreeb | AIMIM President Barrister Asaduddin Owaisi aur party ke doosre Rehnumao'n ka khitab.

20/03/2026

🔴LIVE: AIMIM ke Zer-e-Ehtimaam Jumat-Ul-Wida ke mauqe par Mecca Masjid, Hyderabad mein munaqid "Jalsa Youm-Ul-Quran" se Barrister Asaduddin Owaisi wa Maroof Aalim-e-Deen ka khitab.

19/03/2026

AIMIM ki janib se Party Headquarters Darussalam mein “SIR Help Desk” ka aaghaz kar diya gaya hai, jahan awaam ko SIR (Special Intensive Revision) ke talluq se tamaam tarah ki madad aur jaankari faraham ki jaayegi.
Sadr-e-Majlis Barrister Asaduddin Owaisi Sahab ne is mauqe par awaam se appeal ki hai ke wo is Help Desk se bharpoor faaida uthayein, taake kisi bhi shakhs ka naam Voter List se naa kate.

📞 Helpline Number: 9100043150, 9100043151, 9100043152
Time: 10:30 AM to 4:00 PM

17/03/2026

🔴LIVE: AIMIM Malakpet MLA Ahmed Bin Abdullah Balala speaking in the Telangana Legislative Assembly on the Motion of Thanks to the Governor’s Address

11/03/2026

SIR ke liye kaun se documents darkaar honge aur iska form bharne ka tareeqa kya hai? Syed Mushtaq Ahmed Sahab (PA of Barrister Asaduddin Owaisi) ne tafseel se wazahat ki.

10/03/2026

AIMIM, Hyderabad ke zarurat-mand afraad ka khaas khayal rakhti hai aur InshaAllah! Hamesha khayal rakhegi.

Hyderabad: Ramzan ke is Mubarak aur Paak mahine mein AIMIM ki janib se Halqa-e-Assembly Yakutpura ke Pathergatti Division mein zarurat-mand afraad ke darmiyaan "Ration Kits" taqseem ki gayi.

09/03/2026

InshaAllah on Friday 13 March 2026, (23 Ramadan) AIMIM President Barrister Asaduddin Owaisi Sahab Will be attending a Grand Dawat-E-Iftar Organised by AIMIM MLA Nampally Mohammed Majid Hussain Sahab at Old Eidgah Ground First Lancer, Nampally Assembly Constituency, Hyderabad.

All the AIMIM Ex Corporators, Primary unit Presidents, General Secretaries, Active Worker's and Well Wishers are requested to attend the Dawat-E-Iftar and Make it Grand Success.

06/03/2026

🔴LIVE: AIMIM ke Zer-e-Ehtemaam Masjid-e-Quba, Talabkatta mein munaqqid Jalsa Youm-Ul-Quran | Barrister Asaduddin Owaisi ka khitab | Hyderabad | Yakutpura

Want your business to be the top-listed Government Service in Hyderabad?

Click here to claim your Sponsored Listing.

Location

Address


Darussalam
Hyderabad
500001