05/01/2023
Dil Ki Kalam
welcoмe тo тнιѕ page yoυ'll ғιnd тнe вeѕт pιcѕ and ѕнayarι collecтιon oғ ғв
on тнιѕ page.
05/01/2023
Hey Friends
How are you ??
30/05/2017
इन्कार है जिन्हे आज मुझसे मेरा वक्त देखकर,मै खूद को इतना काबील बनाउंगा वो मिलेंगे मूझसे वक्त लेकर!
ARD KI DEEWAR PE
FARIYAAD LIKHA KARTE H
HAR RAAT TANHAYI KO
ABAAD KIYA KARTE H
AE KHUDA UNHE KHUSH
RAKHNA
JISE HUM TUMHARE BAAD
SABSE JYAADA YAAD KIYA
KARTE H.
Kitna pyar hai tumse ye jan lo,
Tum hi zindagi ho meri
Is baat ko maan lo….
Tumhe dene ko mere paas
Kuchh bhi nahi….
Bas ek jaan hai,
Jab ji chahe maang lo……!!
I Love U Forever My Sweetheart
Dil ke paas aap ka ghar bana liya,
Khwabo mein aap ko basa liya
Mat puchho kitna chahte hai hum aap
ko
Aapki hr khata ko apna mukaddar
bana liya
Loving U So Much
मंजिल भी तुम हो, तलाश भी तुम हो,
उम्मीद भी तुम हो, आस भी तुम हो,
कैसे कहूँ इश्क भी तुम हो और जूनूँ भी तुम ही
हो,
अब जब अहसास तुम हो तो जिंदगी भी तुम ही
हो
Love You Forever
Aaj Bhi Ek Sawal Hai Is Dil Me,
Pyar Ka Gam Beshumar Hai Is Dil Me,
Kuch Keh Nahi Pata Ye Dil Magar,
Kisike Liye Bahut Pyar Hai Is Dil Me.
Jiski Talaash Hai Usko Pata Hi Nahi,
Hamari Chahat Ko Usne Samjha Hi Nahi,
Hum Poochte Rahe Ki Kya Tumhe Humse Pyar Hai.
Woh Kehte Rahe Ki Unhe Pata Nahi.
Kis Qadar Anjaan Hain Yeh SilSila-E-IshQ.
Ke Mohabbat
To Qayam Reheti Hai
Magar..
Karne Wale Toot Jate Hain.
Click here to claim your Sponsored Listing.
Location
Category
Telephone
Website
Address
Kukshi Dist. Dhar
Indore
454331
