14/03/2014
Ye niyam sab nahi jante iss wajha se police wale har kisi ko lutte hai...
Jagruk baniye or apne aadhikaro ka paryog kariye....
Iss photo ko jayada se jayada share kare...
Dhanyawaad
ward vister
14/03/2014
Ye niyam sab nahi jante iss wajha se police wale har kisi ko lutte hai...
Jagruk baniye or apne aadhikaro ka paryog kariye....
Iss photo ko jayada se jayada share kare...
Dhanyawaad
12/03/2014
Jay ho khatu wale baba ki
Good evening frend's
Bhaiyo or behno iss page ke nirmaan ka uddesya hamare vidhayadhar nagar vidhansabha ke ward no. 1 ki samasyao ko dur karna hai...
Or iss ward ko other ward ki tarha sampanna banana hai...
Ye aapke sehyog ke bina ho pana muskil hai...
Issliye apne ward no.1 ki jo bhi samasya ho wo iss page par dale taki apni samasya sab logon tak pahuche or wo jagrit hokar inn samasyao ke liye aawaj utha sake...
Aap iss par apne ward ki photo bhi bhej sakte hai..
Aasha karte hai aap hamari madad jarur karenge...
Dhanyawaad
and ward no.1 team