Aimim , sher-e-Mahabubnagar

Call Directions

Aimim ,  sher-e-Mahabubnagar all India majlis e ittehadul muslimeen , district youth secretary ,
municipal Councilor ward no :- 26 ( HabeebNagar) , mbnr

07/10/2026

AIMIM ki numaindagi per Nampally mein ₹16.65 crore ki laagat se mukhtalif taraqqiaati kaamo'n ka shandaar iftetah.

05/10/2026

Alhamdulillah

यह जनसैलाब बता रहा है कि इस बार भिनगा, श्रावस्ती में बदलाव तय है। जनता AIMIM को कामयाब करके इलाके में विकास चाहती है।AIM...
04/10/2026

यह जनसैलाब बता रहा है कि इस बार भिनगा, श्रावस्ती में बदलाव तय है। जनता AIMIM को कामयाब करके इलाके में विकास चाहती है।

AIMIM अध्यक्ष बैरिस्टर Asaduddin Owaisi साहब ने भिनगा विधानसभा, श्रावस्ती में आयोजित विशाल जनसभा को संबोधित किया और जनसभा में बड़ी संख्या में पहुंचने वाले सभी का शुक्रिया अदा किया।

भिनगा, उत्तर प्रदेश की आवाम से गुज़ारिश है कि आने वाले विधानसभा चुनाव में AIMIM को कामयाब करें, ताकि आपकी आवाज़ को मजबूती से उठाया जाए और आपके मसले हल किए जा सकें।

देखें जनसभा की कुछ ख़ास तस्वीरें...

Shalimar Garden,Mahbubnagar Town,
03/10/2026

Shalimar Garden,Mahbubnagar Town,

A Memorable Selfie with the Voice of the Voiceless, Janab Asaduddin Owaisi Sahab.
01/10/2026

A Memorable Selfie with the Voice of the Voiceless, Janab Asaduddin Owaisi Sahab.

Social media par pichhle kuch dino se AIMIM aur unke Leaders ki image ko kharab karne ke liye chalaye ja rahe jhoote pro...
01/10/2026

Social media par pichhle kuch dino se AIMIM aur unke Leaders ki image ko kharab karne ke liye chalaye ja rahe jhoote propaganda, posts aur videos ko lekar party ki jaanib se City Civil Court, Hyderabad mein Arzi daakhil ki gayi.

Jiske baad court ne order jaari kiya aur arzi mein diye gaye khaas posts, videos, comments aur doosre content ko delete karne ka hukm diya. Saath hi AIMIM ke khilaaf is tarah ke defamatory content ko aage publish ya circulate karne par bhi rok lagayi gayi hai.

Court ke hukm ke bawajood agar koi shakhs aisa content post karta hai ya pehle se maujood content ko delete nahi karta, to ye court ke hukm ki khilafwarzi hogi aur uske khilaaf sakht qanooni kaarwai ki jayegi.

AIMIM Party hamesha se taleem ko ahmiyat deti aayi hai aur bachcho'n ki taleemi zarooriyaat ko poora karne ke liye har m...
28/09/2026

AIMIM Party hamesha se taleem ko ahmiyat deti aayi hai aur bachcho'n ki taleemi zarooriyaat ko poora karne ke liye har mumkin koshish karti rahi hai. Party ka maqsad hai ke koi bhi bachcha ya bachchi sirf maali mushkilaat ki wajah se taleem se mehroom na rahe, balki har bachche ko apni taleem mukammal karne ka haq mile.
Aaj 28 September 2026 ko AIMIM Markazi Daftar Darussalam, Hyderabad mein Govt. Urdu Medium High Schools ke students mein 'Salar-e-Millat All in One Guide' taqseem kiya, taaki students apne exams ki tayyari aasaani se kar sakein. Is mauqe par AIMIM MLA's, MLC, Party ke Ex-Corporators, Senior Karkunaan aur doosre zimmedaraan maujood the.
Majlis Charities Educational & Relief Trust ki janib se September 2026 mein Telangana ke Govt. Urdu Medium Schools ke 8,000 students ko ₹24,64,000 ki laagat se 'Salar-e-Millat All in One Guide' faraham ki ja rahi hai.
21 saal pehle ghareeb bachcho’n ko taleem ke zariye aage badhaane ki jo pehal Marhoom Salar-e-Millat Sultan Salahuddin Owaisi (RA) ne saal 2005 mein shuru ki thi, Alhamdulillah! AIMIM ki janib se wo khidmat ka silsila aaj bhi jaari hai.

Address

Mahabubnagar

Telephone

+919160920638

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Aimim , sher-e-Mahabubnagar posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share