KAUN HAI SABSE ACHA CANDIDATE WARD96 MEIN ?
I LIVE IN Behrampada
I Live in Behrampada
Behrampada sirf ek basti nahi, ek jazba hai. Yahan ki galiyan dosti aur ekta ka paighaam deti hain.
Mushkilon ke bawajood log hamesha saath khade hote hain. Yeh page hamari yaadon, mohabbat aur taraqqi ki awaaz hai.
HAMARE BEHRAMPADA K ZABARDAST ADVOCATE YUVA KA BEHTAREEN JAWAB .
THANK YOU Adv Shagaf Taraporewala AAPNE BAHUT ACHE SE HAMARA ISSUE SAMJHAYA 🙏
HUMKO HOUSING CHAHIYE.
HAMARE BEHRAMPADA BANDRA EAST KA EK NAUJAWAN JISKI KAHANI SHRU HOTI HAI KOYLE WALI GALI K DEMOLITION SE.
Adv Shagaf Taraporewala JO BEHRAMPADA KOYLEWALI GALI K REHNE WALE HAI.
DEMOLITION K WAQT COURT AUR DEPARTMENT MEIN LADHTE HUE , AB WOH KHUD EK ADVOCATE HAI..
BEHRAMPADA KI YE BEHTAREEN SHAKSIYAT KO SALAAM 🫡
Adv Shagaf Taraporewala
Behrampada mein talent ki kami nahi! 💥
Unhi mein se ek — Faisu Faisal Shaikh 🌟
Happy Birthday bro!
Pride of Behrampada ❤️
Bandra East
Zindagi badal gayi, lekin Behrampada ki dosti ki yaadein kabhi nahi badli.
Ye POST DOSTI K LIYE ☺️😊
Post credit Parvez Alam Shaikh 😊🙏
Purana Behrampada
Ya
Naya Behramnagar ?
Political parties se ab logo'n ka bharosa uth gaya hai ,ab Citizen Candidate ka zamana hai,
Apne ilaqe k acche/deendaar logo'n ko Election ladaye,
31/05/2023
Naupada Qabristan par kaam karne k liye saari political parties fight kar rahi hai...achi baat hai..lekin PIPELINE,GARIB NAGAR,KOYLA GALI, KHERWADI K LOGON K APPEALS AB TAK NAHI LI G*I HAI...UNKO UNKE GHAR KAB MILENGE....
ALLAH HAMARE BEHRAMPADA KI HIFAZAT KAREIN🤲
DUSHMANO KI SHAR SE
AAMEEN🤲
बेहरामपाड़ा को उसका हक मिलना चाहिए। एसआरए योजना लागू करो रेलवे को गलती से दी गई अतिरिक्त जगह वापस होना चाहिए.
Click here to claim your Sponsored Listing.
Location
Category
Website
Address
Mumbai
400051
