28/06/2014
Kabhi Utro
Yoo’N Mere dil Ke
KachcheY AnGa’N mein . . .
Kisi Udas
Mausam mein . . .
Kissi Veeran
LamheY mein . . .
CupkeY SeY...
DabeY PaUn . . .
Meri In
Aankho’N per . . .
Rakh do
haath AapneY . . .
aUr yoo’N hi’
HasteY hOyE Keh Do . . .
BooJh lO to
“Ham tumhareY ” . . .
Naa BhooJh SakO tO’
” tUm hamareY ” . .
26/05/2014
Ashq Apna ki Tumhara nhi dekha jaata,
Abr ki Jad me Sitara nhi dekha jaata..
Tere Chehre ki Kashish thi k palat kr Dekha,
Wrna Suraj to dubara nhi Dekha jaata..
01/03/2014
Sochta hoon use neend bhi aati hogi,
Yaa meri tarha faqat ashq bahati hogi..
Wo meri shakal mera naam bhulane wali,
Apni tasweer se kya aankh milati hogi..
Shaam hote hi chokhat pe jala kar shameen,
Apni palkoon pe kayi khwaab sulati hogi..
Usne silwa bhi liye honge siyah rang libas,
Ab moharram ki tarha Eid manati hogi..
Hoti hogi mere bose ki talab mein pagal,
Jab bhi zulfon mein koi phool sajati hogi..
07/02/2014
Mai jo din ko raat kahun to wo
Ikraar kre,
Meri hasrat h koi mujhe yun bhi
Pyaar kre..
07/02/2014
Mai jo din ko bhi raat kahun to wo
Ikraar kre..
Meri Hasrat h, koi mujhe is kadar
Pyaar kre..
02/01/2014
Abhi to ishq main aisa bhi haal hona hai
Ke ashq rokana tum se mohal hona hai..
Har aik lab pe hain meri wafa k afsane
Teri sitam ko abhi la-zawal hona hai..
Tumhen khabar he nahi tum to loot jao ge
Tumhare hijar me lamha bhi saal hona hai..
Kabhi to roe ga wo bhi kisi ki banhon me
Kabhi to us ki hansi ko zawal hona hai..
Milen gi hum ko bhi apne naseeb ki khoshiyan
Bus intazar hai kab ye kamal hona hai..
Yakeen hai mujh ko wo loot ae ga
Use bhi apne kie ka malal hona hai..
15/10/2013
Chaand chehrey ko tere dekha to ehsaas hua,
Eid to kal hai magar aaj manaa li jaye..
11/10/2013
Thi Wasl Mei'n Bhi Fikr-e-Judaaii Tamaam Shab
Wo Aae To Bhi Neend Na Aaii Tamaam Shab
थी वस्ल में भी फ़िक्र-ए-जुदाई तमाम शब
वो आए तो भी नींद न आई तमाम शब
11/10/2013
Aaj Taweel Nahi Bus Mukhtsar Sunoo..!!
Mausam Haseen HAi.
PAr Tum Sa NAhi...!!
10/10/2013
*****Jinhe Itna gumaan hai apne Husn pe*****
.Kaun jaanta tha unhe hmari mohabbat se phle..
18/09/2013
TUMHE KYA FARQ PARTA HAI.....
Main Tumse rooth jaaun to..
Tumhare paas na aaaun to..
Phir tumse door ja kar main
Kabhi wapis na aaaaun to..
tumhy kiya farak parta hy
tumhy kiya farak..
16/09/2013
Nazuk Mizaaj Hai Woh Pari Kuch Is Qadar,
Payal Jo Pehni Paon Mein To Cham Cham Se Darr G*i..