Ibrahim Public School
enter to read
leave o lead
14/08/2017
dil dil say miltay hain to payaar ka chehrah banta hai
(chehrah banta hai)
pphool ik laree main piroyayn to phir sehrah banta hai
(chehrah banta hai)
DILL DILL PAKISTAN
14/08/2017
barhna hai agey har qadam
jub tak hai dum mai dum
hogi kabhi himmat na kam
Hai jazba junoon
To himmat na haar
Justojoo jo karey woh
Chuay asmaan
14/08/2017
Mehnat apni ho gi
Pehchan kabhi na bhoolo
Sab ki nazron mein
Pakistan
Kabhi na bhoolo
Pakistan hai tumhara
Pakistan hai humara
14/08/2017
tere mughanni ki har sada mein teri hi khushbu mehek rahi hai.
har aik sur mein, har aik lay mein, teri mohabbat chamak rahi hai... gawaah rehna
watan ki mitti gawaah rehna... gawaah rehna
14/08/2017
watan ki mitti gawaah rehna... gawaah rehna
watan ki mitti gawaah rehna... gawaah rehna
watan... watan... watan ki mitti gawaah rehna... gawaah rehna
watan ki mitti azeem hai tu
azeem tar ham bana rahe hain... gawaah rehna
watan ki mitti gawaah rehna... gawaah rehna
14/08/2017
Too Dil Afroz Baharon Ka Taro Taza Chaman,
Too Mehakte Howe Phoolon Ka Suhana Gulshan,
Too Nawarez Ana Dil Ka Bahari Masqan,
Rang-O-Ahang Se Mamoor Tere Koho Chaman,
Aye Mere Pyare Watan,
14/08/2017
Mere Mehboob Watan,
Tujh Pe Agar Jan Ho Nisar Mein Ye Samjhon Ga,
Thikane Laga Sarmaya-e-Tan,
14/08/2017
Aye Watan Pyare Watan Pak Watan Pak Watan,
Ae Mere Pyare Watan,
Tujh Se Hai Meri Tamanaon Ki Dunia Pur Noor,
Azm Mera Kahein Mere Irada Hai Ghayouoor,
Meri Hasti Mein Ana Hai Meri Masti Mein Shaoor,
Jan Fiza Mera Takhayoul Hai To Shireen Hai Sukhan,
Aye Mere Pyare Watan,
14/08/2017
Ta ra ra ram pam ram pam
Ram pam ta ra ra ram pam
Humse hai watan humara
Aur watan se hum
Click here to claim your Sponsored Listing.
Location
Category
Telephone
Website
Address
Last Bus Stop, Gmabad
Faisalabad
38000
