17/07/2019
Shah Norani Mohala Committee kay
Sadar Haji Azgar Arayin
Or Mashallah Mohala Committee
Sadar Muhammad Iqbal Somroo
Aj Dono Committee kay Sadaran nay Kamyabi kay Sat Mohala Committee ke metting ke or Mashallah aj ke Meting kamyab Rahe hamare Leya or ya Sab hamare leya Qabil e Fakhar ke bat hai
Sadar Muhammad Iqbal
01/07/2019
Kadeem Zamany Say Karachi Rosheniyo ka Shehar Khlata Ah Raha hai lakin Kuch Area aj bhi Ayse hai Jaha light ke kami ke waja sa or kuch logo ke Kamzori ke Waja sa Kam ho Nahi pa raha Or Hamare Saddar Iqbal Sumro Sahab Awam ke Khidmat or Apni Comitee Kay Saddar kay Bahesiyat Apny kam ko ache say Sar anjam Day rahe hai
28/06/2019
MashAllah Colony may Aj Ibrahim Bhai Ka Walima Tha Jo Ham Sab MashAllah Colony Kay members nay attend ke MashAllah Acha program Raha aj ka
27/06/2019
Aj MashAllah Colony may Chairman Haji Nawaz Ky Saat meeting Rakhi Gaye the Bijli Gas Kay Hawaly Sa Inshaallah Jald Is pe Kam Shoro hoga